love

Kabhi uska aana laazmi na tha..Kabhi mera jaana laazmi na tha.

Kabhi uska aana laazmi na tha..Kabhi mera jaana laazmi na tha.
Waqt ka taqaza toh dekhiye!
Khat leekh kar main bayan karti woh padkar muskurata tha.
Mulaqaton ka intazaar kaun karta! ๐Ÿ˜Œ
Main yunhi use chaha karti aur woh mujhse pyaar karta.
Ab roz guftagu hua karti hai, baatey ab bhi bayan hoti hai.
Main aaj bhi kavita likhti hun woh padhkar muskurata hai.
Woh tab bhi azmi tha aur aaj bhi azmi hai.
Waqt ka taqaza toh dekhiye!
Kabhi uska aana laazmi na raha..Kabhi mera jaana laazmi na raha.

โค๏ธ

โ† Back to Stories & Poems