Muddaton baad ek mauka mila tha unse guftagu karne ka, par unki fikr mein jaahil dil usse bhi gava baitha. Phir socha ek khat likh kar zaaheer karde saari baatein, hazaaron likhe par hoton par aayi baat seene mein dabaa baitha…seene mein dabaa baitha
❤️
Shaayarana dil...